Hindi poetry: kahi dur chala jau

 kabhi kabhi bahut man karta hai k sab chod chad kar khai dur bahut dur chala jau ek aisi jagha jhaan na koi phone na internetor na koi tang karne wal ho or hi ye matlbi rishte jhaan sir me hoon or meri tanhayi ho ek aisi jgha jhaan koi cha kar bhi mujhe dhud na payekabhi kabhi hum zindagi ki bhag dor se pareshaniyo se jimedariyo se itna thak jate hai k aisa lagta hai k bas bas abh bhut ho gaya abh or nhi fir kuch bhi acha nahi lagta chahe vo ghar parivar ho, dost yaar ho kaam danda ho ya apna hi koi favt kaam hi kyun na ho kisi bhi kaam ko karne me mann hi nahi lagta aisa lagta thai ki zindagi ruk s gayi kahi atak gayi hai ek break chahiye hota hai in sab cheezo se bhar nikalne ke liye zindagi ko dubara patri pe lane ke liye par kandhe pe rakha boj kahi jane hi nahi deta thak haar kar man maar kar khud ko rokna hi padta hai sir par zimedariyaon hi itni hoti hai ke na chate huve bhi halato se samjhota karna hi padta hai....



एक टिप्पणी भेजें (0)
और नया पुराने